MOTIVATIONAL SHAYARI


Na Sangash Na Taqlif
To Kya Majha Hai Jine Mein
Bade Bade Tufaan Tham Jate Hai
Jab Aag Lagi Ho Sine Mein 
--- Sunny Arora 
Jab Bhi Khuda se Sugat Mange Ge
Har Janam Mein Tera Sath Mange Ge
Nazar Na Lage Is Dosti Ko Hamari
Yahi Dua Din Raat Mange Ge ---Mani Arora Ji

Aisa Nahi Ki Raah Mei Rehmat Nahi Rahi
Pairo Ko Tere Chalne Ki Aadat Nahi Rahi
Kashti Hai To Kinara Nahi Hai Door
Aagar Tere Irado mein Bolandi Bani Rahi ---Mani Arora Ji

Koi Sath De Na De Jalna Mujhe Aata Hai
Har Aag Se Waqif Ho Jalna Mujhe Aata Hai ---Mani Arora Ji
 

Abhi To Asli Manjil Pana Baqi Hai
Abhi To Irado Ka Imtihaan Baqi Hai
ABhi To Toli Muthi Bar Zamin
Abhi Tolna Asman Baqi Hai  ----Anurag Rishi Ji

Aaj Baadlo Ne Fir Sajish Ki
Jaha Mera Gar Tha Wahi Baarish Hoi
Aagar Falaq Ko Zid Hai Bijliya Girane Ki
To Hame BHi Zid Hai Wahi Par Aashiya Banane Ki--
                                                                  Honey Manchanda Ji

Na Pocho Ke Meri Manjil Kaha Hai
Abhi To Safar Ka Irada Kiya Hai
Na Haronga Hosla Umar Bhar
Ye Mene Kisi se nahi khud se vadha kiya hai---
                                                              
Gaurav Sharma Ji
Zindgi Me Kabhi Udaas Mat Hoona
Kabhi Kisi Baat Par Nirash Maat Hoona
Ye Zindagi Ek Sangarsh Hai Chalti Hi Rahegi
Kabhi Apne Jine Ka Aandaz Mat Khona ---Mani Arora Ji

Hawa Mein Taash Ka Ghar Nahi Bante
Rone Se Bigde Muqadar Nahi Bante
Duniya Jitne Ka Hosla Rakh -e- Dost
Ek Jeet Se Koi Sikandar Nahi Bante
 ----Sukhdeep Singh Ji

Agar Sikhna Hai Diye Se ,To Jalna Nahi Muskan Sikho
Agar Sikhna Hai Surya Se,To Dubna Nahi Uthan Sikho
Agar Pahochna Ho Shikhar Par To Raah Par Chalna Nahi
Raah Ka Nirman Sikho --- Mani Arora Ji




Kahin  par dharam bante hain, kahin par iman bante hain,
Kahin par hindu,sikh,isaee to kahin muslmaan bante hain,
Hamari mehfil main akar dekh "saki" yhan insan hi insan
bante hain.
                                               RAJAN KALER JI

Subha Hoti Hai Sham Hoti hai
Zindagi Yo hi Tamam Hoti Hai
Zina Sikhna Hai To Ebizers Se Sikho
Zine Har Modh Par Salam Hote Hai ---Wazir Mohammad Ji

Husn Ko Chand Kehte Hai,Jwani Ko Kamal Kehte Hai
Zabh Nam Aaya eBIZ Ka to Use Gazal Kehte Hai
Sangmarmar Se Tarasha Hai Mere eBIZ Ka Badan
Dekhne Wale Abh Ese TajMahal Bhi Kehte Hai--
                                                                   
Charan Kamal Ji
Josh Kya Dikhaya Jo Dikhaya Afsano Main
Hai Dum To Dikhao APne Karnamo Main ---
                                                                   Pardeep Malhotra Ji

Pilane Se Pehle Batado Zara Sa
Badi Tadaf Hoti Hai Pine Se Pehle
Nirali Aada Hai Mere Sakiya Ki
Girata Bahot Hai Uthane Se Pehle---Dr.Pawan Malhan JI

In Nafrat Ki Divaro Ko Todega Kon
Agar Digaj Nahi Karenge To Pehl Karega Kon
Is Duniya Mein Bahot Raste Hai Chalne Ki Liye
Agar To Sach Ke Raste Na Chala to Tujhe Yaad Karega Kon
Har Azadi Se Pehle Marna Padta Hai
Agar To Marne Se Dar Gya To Tujhe Azad Karvavega Kon --

                                                                                          Sumeet Bhagat Ji

Humne Socha Ke Hum Hi Chahte Hai Un Ko
Magar Unko Chahne Walo Ka Karva Nikla
Dil Ne Kaha Shikayat Kar Us Khuda Se
Magar Unke Chahne Walo Me Khuda Bhi Nikla--
                                                                              ---- Sarbhjit Singh Ji
 
Kal Tak Door Se Dekhte The Karva
Aaj Karve Ka Hisa Baan Gaye
Kaal Tak Pehchaan Na thi Koi
Aaj Ghar Ghar Ka Kisa Ho Gaye  ---- Tejinder Singh Ji

Agar Abh Bhi Khon Na Khola
Wo Khon Nahi Wo Pani Hai
Jo Jwani Apne Desh Aur Maa Bap Ke Kaam Na Aaye
Bekar Wo Jwani Hai                      ---- Jaskirat Singh Bhullar Ji

Raahe Dushwar Bhi Ho Sakti Hai Manjil Ke Liye
Hame Phir Bhi Gir Gir Kar Sambalna Hoga
Waqt Chahe Ga To Kanto Par Bhi Chalenge Hum
Apni Himat Se Jamne Ko Badlna Ho ga
Manjil Pane Ki Kasak Dil mein Itni Tej Lage
Agar Hum Chahe To Pathar Ko Bhi Pigalna Hoga
Lagade Aag Pani Mein ,Hum Woh Irada Rakhte Hai
Pairo Tale Zamin To Kya Hum Aasman Bhi Rakhte Hai
Aapne Hatho ki Lakiro Ko Badal Sakta Hoon Main
Bande Parvat ne Itni Taqat Di Hai
ke Gir Kar Phir Sabhal Sakta Hoo Mai   -----Mani Arora Ji

 

Sath Nahi Rehne Se Rishte Nahi Tuta Karte
Waqt Ki Dundh Se Lamhe Nahi Tuta Karte
Log Kehte He Mera Sapna Toot Gaya
Tooti Need Hai Sapna Nahi Tuta Karte

Nigaho Mein Manjil the,
Gire AUr Gir Kar Sambhalte Rahe,
Hawao Ne Bahut Koshish Ki
Magar Chirag Andhiaon Mein Bhi Jalte Rahe

Abre Rehmat Teri Chokhat Pe Barsti Nazar Aaye
Har Lamha Teri Taqdir Swarti Nazar Aye
Bin Mange Tujhe Mile To Jo Chahe
Dua Khod Teri Honthon Ko Tarsti Nazar Aye

Tufanoo Ki Kami Nahi Jeevan mein
Ladte Hue Safar Karna Hoga
Jo Milega Zakham Safar-e-raho Mein
Unhe hi Zindagi Ka Tajorba Kehna Hoga
Lakha Zakham Khane Par bhi,Har Zakham Naya Hoga
Tajurba Jitna Bhi Ho ,Har Safar Naya Hoga
 

Parindon Ko Manjil Milege Yakeenan
Yeh Faile Hue Unke Par Bolte Hai
Aksaar Woh Log Khamosh Rehte Hai
Zaamane Mein Jinke Hunar Bolte Hai
 
Koshish Ke Bawajood..Ho jaati hai kabhi Haar
Hoke Niraash Mat baithna Ae Yaar.Maan ko apne maar
Badte rehna age ho jaisa bhi Mausam
Paa Leti Manjil chinti bhi..Gir Gir Kar kai Baar..

Samne Ho Majil To Raaste Na Modna
Jo Bhi Man Mein Ho Woh Sapna Mat Todna
Kadam Kadam Par Milegi Mushkil Aapko
Bus Sitare Chune Ke Liye Jameen Mat Chodna.



Hawaon Se Kehdo Apni Aukat Mein Rahe
Hum Paaro Se Nahi Hoslun Se Udte Hai





Pani me tasvir bana sakte ho tum;
Kalam ko samsher bana sakte ho tum;
Kayar hai wo jo takdir pe rote hai
Takdir pe takdir bana sakte ho tum. ---Mr.Dipak  Mandape

manjile to milti hain,bhatak kar hi sahi
par gumrah to wa hain,jo ghar se niklte hi nahi
                                                                    --Mr.Prince (rituraj)

Success is the journey from one failure to another without loosing any type of Enthusiasm
if today you are fail then congratulation because your journey is started towards success    ---Mr.Sharad Patil

 

MUSHKILO SE BHAG JANA ASAN HOTA HAI,
HAR PEHLU ZINDAGI KA IMTIHAN HOTA HAI,
DARNE WALO KO MILTA NAHI KUCH ZINDAGI ME,
LADNE WALO K KADMO ME JAHAN HOTA HAI.......
                                                                ...Mr.Shobhit tyagi

Zindgi kanto ka safar hai
hausla iski pahchan hai
rasto par to sabhi chalte hai
jo raste banaey wahi insan hai 
  ..Mr.Atamjeet & Mrs.Aarti

 

Hote Hai Hosle Boland Jinke
Unko Hi Milte Hai Raste
Yeh eBIZ Nahi Hai Dosto
 Bujdilo Ke Vaste. 
  ...Mr.Rohitesh kumar

 

Raat ke tukdo pe palna chhod de,
Shama se kahna ki jalna chhod de,
Mushkile to har safar ka husn hain,
kaise koi raah chalna chhod de.   ...Mr. Swapnil Rathour

MAT KAR VISHWAS IN HATHO KI LAKEERO PAR,
TAKDEER TO UNKI BHI HOTI HAI
JINKA HAATH NAHI HOTE.  ....
Mr.Piyush Verma

Life is not a parking space ,  It is a racing track ...
Keep on moving ..,no matter when ,where and how
you start but reach your goal and
make a new record in this world.  ... Mr. Jayaprakash

 
Bulbul ke paro mr baaz nahi hote,
kamjor aur bujdilo ke haatho me raaj nahi hote,
jinhe pad jati hai jhuk kar chalne ki aadat,
dost un siro par kabhi taaj nahi hote.  Mr.JITESH JANGIR





Success is not a matter of handling the best
and winning the race;
success is the matter of handling the worst
and finishing the race.....               ...Komal Dharalindam Ji

 

The moment you think of giving up,
think of the reason why you held for so long.
"DO  OR DIE" is an old saying,"DO IT BEFORE
YOU DIE"  is the latest...          ...Komal Dharmalingam Ji


 

Champions are not supernatural .
They just fight one more second when all else quit.
Sometimes one more second of effort
gives you VICTORY.                ....KHUSHBOO SABADRA JI


Har pal pe tera hi naam hoga,
Tere har kadam pe dunia ka salam hoga
Mushikilo ka samna himmat se karna,
Dekhna ek din waqt bhi tera gulam hoga
 .Naveen Chauhan Ji

 

"The Magic of Master Thought."
Nothing fails like Failure Thinking
& Nothing succeds like Success Thinking  
Murali Krishna V Ji

 

Agar ab bhi door Sawera hain,
Ismein kasoor tera hain,
Kyaon nafrat karta hain kaali raat se,
Agar tere andar khud andhera hain....    Rachit Ji

 

Harta jo nahi mushkilo se kabhi jiska maqsad
Hai manjil ko pana dhoop mein dekhkar thodi si chhaya
Jisne sikha nahi baith jana aag jisme ''LAGAN" ki jalti hai Kaamyabi usi ko milti hai.                .Naveen Chauhan Ji

 

Badi muddat se chaha hai tujko ,
Badi mushkilo se paya ai tujko
Bhulne ki soch bhi kaise ,
kismat ki lakeeron se churaya hai tujko.Naveen Chauhan Ji

 

MUSHKILEN DIL KE IRADEY AAZMAEGI,
KHWABON KE PARDE NIGAHO SE HATAEGI,
GIRKAR HAUSALA MAT HAARNA AE DOST,
YEH THOKREN HI APKO  CHALNA SIKHAEGI 
Pawan Sharma Ji

Manjile unhi ko milti hai
Jinke sapno me jaan hoti h ai
Pankho se kuch nahi hota
Hoslo se uddan hoti hai    .Bhadar Singh Ji

 


mom ki tarah pigati hai zindagi.
gamo ki aag me jalti hai zindagi.
thokar lage togam mat karna,
thokar khakar firse sambhalti hai zindagi. 
 Jilani khan ( Nagpur )
 
kabhi kushi se kushi ki taraf nahi dekha
kabhi gam se gam ki taraf nahi dekha
meri mehaboob kasam hein tumari
humne kabhi piche palat kar nahi dheka
patruni kiran    kharagpur(bang family)
 

raah main gujar kar apni chamak chod jaunga,
peachan apni dur talak chod jaunga,
khamoshiyon ki maut gawara nahi mujhe,
"eBIZER" hoon tutkar bhi khanak chod jaunga
vishwajit shintre  gadhinglaj
 
apne himat pe urne ke kabil hai ham.
mausamo ke hawaon ke sahare nahi.
rukh badale hai hawaon ke hamne.
ham parinde hawaon se hare nahi.  
     Arbind  kumar sinha  patna
Aaj nahi to aur kabhi karoge hum par gor kabhi,
wakt badlte der nahi lagti
aega humara dor kabhi.
GOPAL MANDOTRA  samba
chahe kitni bhi koshish karlo
ebiz ko bhula na paoge,
aaj haste haste na sahi,
kal rote rote aaoge.....
Manish patel  gadhinglaj
PATTE PATTE PAR NAZAR DALI.
DALI DALI PAR NAZAR DALI LEKIN JAB eBIZ PAR
NAZAR DALI WOH MERI ZINDAGI HI BADAL DALI.
Ankur Tewari  bankura

Soch ko badlo,sitare badal jayenge..
Najar ko badlo,nazare badal jayenge..
Kashtiya badalne ki jarurat nahi..
Dishaon ko badlo,KINARE badal jayenge..
Vishal Prajapati  Mumbai
ek jaise dost sare nahi hote,
kuch hamare hokar bhi hamare nahi hote,
aapse pyar karne k bad mahsus hua,
kaun kahta hai zameen par taare nahi hote.
Apeksha prajapati  sagar

players win,players lose,players prepare,players practise,players get hurt
but players get up.no matter what the outcome is,
players only play
Apeksha prajapati  sagar
 






LUCK IS NOT IN UR HANDS BUT  WORK IS IN UR HAND UR WORK CAN MAKE LUCK CAN"T
MAKE UR WORK SO ALWAYS TRUST ON UR SELF THAN UR LUCK...
SAGAR AHUJA sangli
 

Josh Kya Dikhaya Jo Dikhaya Afsano Main
Hai Dum To Dikhao APne Karnamo Main 
   m.phaneendra    mysore
 

"Yesterday is a History ;
    Tomorrow is a Mistry,
 Today is a Gift ;
    Thats why it is called Present
             Rupak Biswas  berhampur

"her kadam pe imtehan liya hai zindagi ne,
her mod sadma diya hai zindagi ne,or iss zindagi se sikwa kare bhi to kaise,
kyonki ebiz jaisa platform bhi diya hai zindagi ne"
rajesh kumar    patna

 

Na puchho ki manjil kaha hai 
abhi to bas safar ka irada kiya
na harenge hausla umar bhar 
kisi aur se nahi khud se ye wada kiya hai
 Er. abhishek  Nagpur
 

Life is more strict than a teacher, a teacher teaches lesson & then takes
exam, but LIFE takes the exam first & then teaches the lesson... 
 Rajesh Naikare  Pune
JAMIN BADLE,SAMA BADLE,JAMANE KI HAVA BADLE;
E BIZ.COM TUJHSE AGAR ME BADLU,
MUJHSE MERA KHUDA BADLE.
Manavendra Palji  Mumbai

 

JO SAFAR KI SHURWAT KARATE HE O AAPANE MANJEEL KO PA LETE HE,
BUS EK BAR CHALANEKA HOSALA RAKH  A DOST, AAP JESE MUSAFIRONKO KO TO, RASTE BHI
INTTJAR KARATE HE.
ebizer  datta  khandekar   solapur

Parwato Ko Kaatkat Raah Bananae 
Ka Dum Rakhate Hai Hum,
Ghir Ke Toofano Se Unhe Maja 
Chakhane Ka Dum Rakhte Hai Hum,
Ye To Taras Aa Jata Hai Aasman 
Ki Khamoshi Ko Dekhakar,
Varna Uska Bhi Seena Cheerkar 
Roshani Failane Ka Dum Rakhte Hai Hum
JITESH JANGIR jaipur
"eBIZ" hi pratham preet hai hamari, door talak iske afsane hai, krishna ki
meera hui bawari, hum to iske diwane hai,desh ke har kone me iske hi deep jalane
hai.... "jai eBIZ"
ravi kushwah Indore

HOGAI HAI PEER PARWAT SI PIGHALNI CHAHIYE, ISS HIMALAY SE KOI GANGA NIKALNI
CHAHIYE, SHIRPH HANGAMA KHADA KARNA MERA MAKSAD NAHI MEREE KOSHISH HAI HAR TASVIR
BADALNI CHAHIYE, MERE SEENE ME NAHI TO TERE SEENE ME SAHI HO KAHI BHI AAG LEKEN AAG
JALNI CHAHIYE.
KISHAN TOMAR   gwalior

KEHDO MUSHKILO SE THODA AUR KATHIN HO JAAYE,KEHDO CHUNOTIYO SE THODA AUR
KATHIN HO JAAYE,NAPNA CHAHTE HO HAMARI HIMMAT KO TOH KEHDO AASMAAN SE THODA AUR UPAR
HO JAAYE.
 Akshay Kothari INDORE